| राजस्थान एनआरएचएम कार्मिक समस्या समाधान समिति | |
| राजस्थान एनआरएचएम कार्मिक समस्या समाधान समिति | |
|
• खाटू श्याम • शक्तिस्तोत्र • सरकारी आदेश • ताजा खबर • RTI » Postal Order? » How to Apply? » RTI आवेदन पत्र » If No Reply RTI ? » RTI Result - Duty Days DEO/ Accountant » RTI Result - NURSE TA/DA » RTI Result - Nurse Dress code » RTI Result - Maternity & Paternity » RTI Result - 35 States Salary • Registration • विचार पुस्तक • मानवाधिकार • पता मंत्री/प्रेस/NRHM » मीडिया पता » पता क़ेन्द्र मंत्री » NRHM Director Delhi » NRHM MD All India » NRHM PHS All India » पता MLA राज. • Court Orders » पंजाबकोर्ट स्थाईकरण आदेश » Avtar Singh Equal pay equal work » G.B Pant Equal Work Equal Pay » U.P Teacher Equal Pay Equal work • सीधी भर्ती दस्तावेज » 08-09 पैराटीचर=प्राबोधक » 08-09 संविदास्वास्थकर्मी नियमित » 11-12 अनूदानित शिक्षाकर्मी नियमित » 2011 महिला स्वास्थ्य प्रयवेक्षक नियमित » 2011 ए.एन.एम नियमित » 1000 डाक्टर सीधी भर्ती » 2012 शिक्षण रिसर्चर नियमित » Mahila Bal Vikas Accountant Regularised » J&K 11-12 संविदास्वास्थकर्मी नियमित » मध्य प्रदेश डाक़्टर नियमित 2012-13 » उत्तराखंड एडस.कन्ट्रोल.सोसाईटी नियमित » प.बंगाल ६वर्ष संविधा स्थायिकरण कानुन » हिमाचल ६वर्ष संविधा स्थायिकरण कानुन » बेरिस्टर श्री.आर.एन.माथुर विधिक राय » NAREGA Regularised Feb 2013 • विडियो » प्रथम महाअवकाश २०अप्रेल २०११ » अर्जुन मेघवाल लोकसभाप्रश्न » २५-१२-२०११ प्रेस वार्ता » १८ जून २०१२ सी.एम से वार्ता » 9th July 2012 CM Jan Sunvai » 30th July 2012 CM Jan Sunvai • अन्य जानकारी » आंध्र चयनपद्धति » इंटरनेट सूचना » प्रेस नोट(फोटो) » PIP 2012-2013 » NRHM Plan(12-17) » समर्थन पत्र स्टेटस » 10% TDS deduction is illegal |
![]() इस वेबसाइट में लोगों की निरीक्षण संख्या खबर- 2011-2012 Dated 11-06-2012 - Please note is Gypan ko apne District Letter Head mai Type kar ke deve. 11-06-2012 sabhi Jila Minister 'Rajiv gandhi swatha yogna' ka udghatan karne ayenge , sabhi district leader unko SIDHI- BHARTI ka gyapan deve , aur saath saath DISTRICT COLLECTER KO BHI GYAPAN DEVE . Dated 10-06-2012- Is din Core Group ke sasya aur only ''18 District'' se aye prathinidio ne meeting ki aur prastav parit kiya, Thanks to 14 district leaders jo nahi aaye. 1. 11-06-2012 sabhi Jila Minister 'Rajiv gandhi swatha yogna' ka udghatan karne ayenge , sabhi district leader unko SIDHI- BHARTI ka gyapan deve , aur saath saath DISTRICT COLLECTER KO BHI GYAPAN DEVE .Please note is Gypan ko apne letter head mai Type kr Gyapan deve , 2. Core group ki meeting regular honi chahiye aur sabhi core group ka ana anivarya hai , anupasthit rehne wale core group ke members REASON dene honge wo meeting mai kyu nahi aye aur , reason justified nahi paye jane par unko CORE GROUP ki sadsayta se jana hoga . 3. CORE-GROUP MEETING NEXT SUNDAY 17 June Fir se hogi , so CORE - GROUP ko next sunday fir se ana hoga . 4. CORE - GROUP + 33 DISTRICT LEADERS meeting 24 June ko hogi , aur 25 June ko CM/ Durru mia/ Rajkumar sharma/PD/MD/PHS se meeting kar FINAL GYPAN DIYA JAYEGA. ( Core group ke letter ka mai wait kar raha hu , jaise hi wo letter scan karke bhejenge mai web par upload kar dunga) Dated 5-06-2012 - Dosto hum logo kisi bhi halat mai next monday 11-06-2012 mai CM/ DURRU MIA / RAJ KUMAR SHARMA / PD/MD/PHS se milna hi hoga , aap log mentally apne aap ko tayiar kar leve ki 11-06-2012 ko jaipur pahuchna hai adhik se adhik sankya mai. Har NRHM karmi ki yeh duty hai ki wo jaipur ave , Har district se 50 member ka aana must hai, kyuki yeh last attempt hai hamara SHAKTI PADARSHAN ka , SARKAR ko yeh batana hai ki hum JAGE hue hai , aur agar EXAM ke adhar par bharti ki gayi to anishit kalin STRIKE ki jayegi . Meeting Date :- 10 June CORE GROUP+ 33 DISTRICT President/V.P Meeting :- (10 June SUNDAY Core-Group + 33 district PRESIDENTor V.P ki hi meeting hai , Pratyak District se maximum 1 or 2 Prathinidhi hi ave , sabhi leaders se request hai anavsyak rup se 10 June ko apne 10-20 samarthak lekar na ave , maximum tadat mai NRHM Karmio ki 11June ko jarurat hai shakti padarshan ke liye , 10 june ko stratagy meeting hai kyuki agar bhir hogi to shor sharaba hi hota ragega .......koi bhi decision nahi ho payega, so plz plz plz aap logo se hath zor kar request hai ) (A). ''Date 10 June Sunday CORE GROUP Meeting'' sabhi Core group member Jaipur Pahuche meeting time 10:00 - 12:00 AM ., Place - NEHRU GARDEN , Near Tonk Phatak . (B). ''Date 10 June Sunday ''33 District Leaders +Core Group meeting'' (only 1-2 member per district) ko Jaipur Pahuchna hai , meeting time 12:00 pm to 2:00 pm., Place - NEHRU GARDEN , Near Tonk Phatak. Member for 10 June Meeting Are as follows :- Dr. Gora (Sikar) , Ajay Punia (Dholpur) , Devaram choudhary (Barmer), Manphool Punia (NAGAUR) , Sunil Sen (Jaipur) , Hempal Choudhary (Alwar), Dharma Choudhary (Alwar), Mukesh Khadelwal (Chittor) , Pritim singh parmar (Banswara), Sajid Ali (Bikaner) , Vinod Sharma (Ganganagar), Murari lal (Bharatpur) , Dr. Ridmal Rathore , Ashish/Promod Meena (Kota) , Ajay mehra ( Kota) , Ashok Mevara/Arif Mohamad (Pali), Pradeep (Ajmer) , Farid Mohamand (Bhilwara) , Sanjay berva ( Tonk) , Ashish Dhaka (Churu) , Mr. Sashi(Hanumangarh) , Gaurav (Udaipur), Prashant Upadhya (Dungarpur) , Atul Vesnav / Mukesh Ameta (Rajsamand), Parmeswar Singh ( Pratapgarh), Sanjay Khandelwal DAUSA) , Trilok Nagar ( Baran) , Manoj Tyagi ( Dholpur) , Balkishan Sharma (Karouli) , Dr .Bhavani Dadich/Nagender Sharma(Swai Madhopur) , Brijesh Kumar Kichi/ Yogender Puri (Jodhpur), Bharat Mali(Sirohi) , Dr Deepash/Abhinit (Jaipur), Gajender Dave/Sajid Ali (Jalore) , Yovraj Singh(Bundi), Danaram Bisnoi(Jaiselmer).Om Mehra (Block Leader Jhalawar) , Deepak Bhardwaj (Jhunjhunu) , 11 June All Rajasthan 33 District NRHM karmchari Shakti-Padarshan to CM/Durru Mia/Rajkumar Sharma/ PHS/ PD /MD :-( NRHM Banner Jarur Lekar Aye) (A). ALL RAJASTHAN NRHM KARMI 11-06-2012 MORNING 5:30 AM Tak Jaipur Pahuche. 1.Dated 11-06-2012, Morning 08:30AM- 10:30AM, Durru Mia se meeting hai. 2.Dated 11-06-2012, Morning 11:30 to 12:30 tak Rajkumar Sharma se meeting hogi. 3.Dated 11-06-2012, After noon 1:00 tak PHS/PD/MD se milna hai . (B). Dated 11 June, 3:00 PM meeting puri hone ke baad CORE GROUP + 33 DISTRICT LEADER bahut hi short joint meeting kar decision leve ki Next Stratagy kya banani hai , humko clear WRITTEN mai sarkar se chahiye humara REGULARIZATION (INTERVIEW+ EXPERIENCE + EDUCATION WEIGHTAGE) ke adhar par hi ho , ''EXAM is not at all acceptable'', agar SIDHI-BHARTI ka LETTER diya jata hai to thik hai nahi to STRIKE ki date decide kar " SARKAR ko Naya letter Deve ki is date se hum STRIKE par utar rahe hai" . 1.CM Sab as usal agar bolte hai .....ki hum apke liye lad rahe hai ......clear matlab hai ''HUMKO BEVKOOF BANAYA JA RAHA HAI'' , kyuki abhi saval sirf aur sirf BINA EXAM ke bharti ka hai , CM saab agar clear nahi batate ki Bharti Kaise hogi EXAM OR SIDHI- BHARTI ( INTERVIEW ke adhar par ) UNKO STRIKE KE DATE DECIDE KAR LETTER DEVE . 2.Rajkumar sharma / Durru Mia agar dul mul javav dete hai , aur BHARTI prakriya ke bare mai clear nahi bolte boss STRIKE KE DATE FIX kar unko LETTER DEVE . 3. PHS/PD/MD ko Saaf bol diya jave HUMKO CLEAR WRITTEN MAI DEVE BHARTI INTERVIEW+THREE YEAR EXPERIENCE + EDUCATION WEIGHTAGE ke adhar par hi ho , agar yeh bahana banaya jata hai ki aap logo ki ek meeting rakkwate hai , boss nahi sunni aise koi baat aaj 5 mahine ho gaye PHS/MD/PD se koi meeting nahi hui , yeh vaktavaye acceptable nahi hai ,unko saaf written mai deve HUM IS DATE SE STRIKE KARENGE . Dated 03-06-2012 - Dholpur mai Dholpur District ki MEETING ki gayi aur prastav parit kiya gaya ki wo " deligation & core group ki TRURANT pravav se meeting chahte hai , aur us meeting ko sponser bhi karene , yeh ek accha initiative hai ...... Kya core group ke member saab ab to meeting kar lo ................. ![]() Dated 03-06-2012 - Aap logo ko suchit kiya jata ki dated 4-06-2012 ki meeting cancel ki jati hai , reason CM Delhi ja rahe hai , DURRU MIA out of station hai, DR. RAJKUMAR SHARMA abhi kisi se nahi mil rahe transfer list ke baval ke karan, only PD/MD/PHS se intni badi snkya mai milnae ka koi matlab nahi , hume shakti padarshan CM / DURRU MIA / RAJKUMAR SHARMA ke aage karna tha . Next meeting ki date jaldi hi web mai daal di jayegi , aap log puri tayari rakhae. Dated 01-06-2012- Aap sabhi NRHM karmio se yeh request ki jati hai ki dated 4-06-2012 ko Har NRHM karmi Jaipur pauche , Morning 7 am Sharp at CM house . First CM se milna hai uske baad RAJKUMAR SHARMA / DURRU MIYA se milna hai , aur MD / NEW PD / PHS se milna hai unse janna hai REGULARIZATION PROCESS ????? Aap sabhi 33 district ke NRHM KARMIO+ LEADERS ka yehi dayitav hai , aap ko aye hi aur apne saath20-50 logo to motivate kare jaipur pahuchne ke liye , kyuki aap logo ko mai bata du POST CREATE HO CHUKI HAI , aur abhi selection process ko lekar sarkar ka vichar vimarsh chal raha hai , aur selection ka adhar 15 se 20 June tak decide kar liya jayega , Yehi Right time hai sarkar ko pressure karna jaruri hai , agar abhi ho gaya to go gaya nahi to bahut lambi ladai ladni hogi , 4th ko hum maximum sankya mai pahuch kar apna shakti padarshan karnege , sarkar ko yeh batana jaruri hai ki hum soe hue nahi hai , hum READY hai , hamari bharti ( SIDHI BHARI = interview+experience+ education qualification) ke adhar par hi honi chahiye . Agar selection critiria exam hua to 4th KO STRIKE DATE KI GHOSNA KARNI HOGI . Dated 28-05-2012 - Dosto KOTA sambhag ke do leaders ne jabardarst initiative liya hai unke naam hai SUNIL DHABHAI ( 9929439599) , & Promod Meena ( 9828438990) , wo JAIPUR HIGH COURT mai - SAMAN VETAN SAMAN KARYA par SARKAR PAR CASE LAGVA RAHE HAI , Vakil saab nai jo document mange hai court case ke liye wo hai :- 1. Initial Appointment Order if available otherwise the agreement / Contract. ( Pehla contarct ki photo copy) 2. Any proof to substantiate, the Initial Salary given to the employee , ( Bank statement of salary ) 3. The Last drawn salary. ( salary slip ceritificate from block or cmho) 4. Complete Detail i.e. Name, Father's Name, Age, Working Since....., Post, Place of Posting and Permanent Residential Address, Mobile/Contact number. ( Yes ek page par pura details lik deve ) 5. Signature on Vakalatnama (Vakalatnama ( Click to download)) ( Ek a4 size ke simple paper mai deve) Dated 23-05-2012 - Punjab mai NRHM mai 32 TB Laboratory Tecnician ne Punjab sarkar par cour case lagaya , aur court case mai 1st Hearing mai hi faisla aa gaya , yeh faisla aya ki in Karmchario jinne case lagaya hai unko , jo 3 se 10 saal Naukri kar raha hai usko SARKAR 4 MAHINE MAI REGULAR KARE or Ukno Pay scale regular karmachri ke barabar di jave . Maine wo court copy web mai punjab NRHM UNION ke GEN SEC. Mr. Gurdeep Bhullar se le kar web mai laga diye hai . Please go to PAGE - COURT ORDER & Then click punjab court order & download the order copy Mai to aaj ek saal se bol raha hu court mai case karo court mai case karo , par kisi ko parvah nahi , kon paise lagaye court ke liye , ek GANGANAGR wala ADYAKSH jisne court mai case lagaya , Kya baki jile nahi laga sakte , boss maine jitne evidence ikate kiye hai wo case jitne ke liye bahut hai . Dated 22-05-2012 - UDAIPUR DIVISION jisme CHITTORGARH, UDAIPUR, RAJSAMAND, PRATAPGARH, RAJSAMAND, BANSWARA ke sabhi ''DISTRICT LEADERS'' ne ''TELE CONFERENCE'' ki , aur SIDHI- BHARTI ke liye sarkar par DAWAB banane ke liye , Udaipur Division ke pratyak JILO SE MAXIMUM sankhya mai Jaipur pahuchne aur CM / HM / PD / MD / PHS aur maximum MLA / MP ke gharo mai jakar SIDHI- BHARI ke liye gyapn dene par sehmati Jatai , wo log 3 dino tak yeh karyakarm karenge , DATE ABHI DECIDE NAHI HUI HAI , jaise hi sab jila adyako ka Approval letter ayega letter web mai publish kar diya jayega . UDAIPUR DIVISION KE SABHI " BAHADUR" , "ZABAZ " , "Mahan" leaders ko mera SALAM . Kya dusre DIVISION ke log bhi aisa KUCH ANOKHA karya nahi soch sakte , BOSS yeh aap logo ki ladai hai , aur aap logo ne ladni hai . |
